Image header
Journal

Sunday, October 7, 2007

Guide

Is an old Hindi movie, whose songs are absolutely awesome. The mood for October is all in this song..

Aaj phir jeene ki tamanna hai….


Ho, khaanto se kheench ke yeh aanchal
Tod ke bandhan baandhi payal
O koi na roko dil ki udaan ko
Dil woh chala ha a aa aa aa aa.

Apne hi bas mein nahin main
Dil hain kahin to hoon kahin main, ho

Jaane kya paa ke meri zindagi ne
Has kar kahaan ha ha haa aa aa aa

Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai

Main hoon ghubaar yaa toofaan hoon
Koi bataaye main kahaan hoon, ho

Dar hain safar mein kahin kho na jaaoon main
Rasta nayan ha a aa aa aa aa

Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai

Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hain aankhen malte malte, ho
Phool hi phool zindagi bahaar hai
Tay kar liya ha a aa aa aa aa

Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai
Posted by It behoofs us at 6:18 PM